KHuda teraa mohtaaj hooñ apna mohtaaj rakhna ata kar bulan dii KHudaai ki bhi laaj rakhna
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
More from Abuzar kamaal
saath chalna peeche se keechad udhaana ye hunar seekha hai kya chappal se jaanaan
Abuzar kamaal
1 likes
duniya ki aish gaah se anjaan kar gaya hindu namaazi mujh...ko musalmaan kar gaya
Abuzar kamaal
1 likes
lagata hooñ jab to gairon se dil lagata hooñ main nahin lagata to apno ko munh nahin lagata
Abuzar kamaal
3 likes
aankhoñ men dekhne ki mujhe ye saza mili nafrat se dekhta hai meraa aaina mujhe
Abuzar kamaal
4 likes
bas itni si KHvaahish hai table coffee main aur tum
Abuzar kamaal
4 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abuzar kamaal.
Similar Moods
More moods that pair well with Abuzar kamaal's sher.







