khuda kare na dhale dhuup tere chehre ki tamam umr tiri zindagi ki shaam na ho
Related Sher
aaj ham dono ko furqat hai chalo ishq karein ishq dono ki zaroorat hai chalo ishq karen
Rahat Indori
143 likes
meri tanhaaii dekhenge to hairat hi karenge log mohabbat chhod denge ya mohabbat hi karenge log
Ismail Raaz
134 likes
dhoop men niklo ghataon men naha kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hata kar dekho
Nida Fazli
136 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
More from Unknown
lagta hai kaii raaton ka jaaga tha musavvir tasveer kii aankhoñ se thakan jhaank rahi hai
Unknown
0 likes
in ka uthna nahin hai hashr se kam ghar ki deewaar baap ka saaya
Unknown
20 likes
ye saal bhi udaasiyaan de kar chala gaya tum se mile baghair december chala gaya
Unknown
18 likes
kuchh khushiyaan kuchh aañsu de kar taal gaya jeevan ka ik aur sunhara saal gaya
Unknown
27 likes
duniya men vahii shaKHs hai tazeem ke qaabil jis shaKHs ne haalaat ka rukh mod diya ho
Unknown
22 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







