khuda se maang jo kuchh mangna hai ai 'akbar' yahi vo dar hai ki zillat nahin saval ke baad
Related Sher
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itnaa darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain mod hota hai jawaani ka sambhalne ke li.e aur sab log yahiin aa ke fisalte kyun hain
Rahat Indori
133 likes
ham to kuchh der hañs bhi lete hain dil hamesha udaas rehta hai
Bashir Badr
114 likes
KHud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdaas mat hona dekhna chaahna phir maangna ya kho dena ye saare khel hain in men udaas mat hona
Kumar Vishwas
117 likes
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
kya bola mujhe KHud ko tumhaara nahin kehna ye baat kabhi mujhse dobara nahin kehna ye hukm bhi us jaan se pyaare ne diya hai kuchh bhi ho mujhe jaan se pyaara nahin kehna
Ali Zaryoun
116 likes
More from Akbar Allahabadi
qaum ke gham men dinner khaate hain hukkaam ke saath ranj lider ko bahut hai magar aaraam ke saath
Akbar Allahabadi
3 likes
coat aur patloon jab pahna to mister ban gaya jab koi taqreer ki jalse men lider ban gaya
Akbar Allahabadi
24 likes
rehta hai ibadat men ha men maut ka khatka ham yaad-e-khuda karte hain kar le na KHuda yaad
Akbar Allahabadi
24 likes
ghazab hai vo zid dii bade ho ga.e main leta to uth ke khade ho ga.e
Akbar Allahabadi
31 likes
mohabbat ka tum se asar kya kahooñ nazar mil gaii dil dhadkane laga
Akbar Allahabadi
33 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akbar Allahabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Akbar Allahabadi's sher.







