kis se puchhun ki kahan gum huun kai barson se har jagah dhundhta phirta hai mujhe ghar mera
Related Sher
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
More from Nida Fazli
us ko ruksat to kiya tha mujhe maaloom na tha saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane vaala
Nida Fazli
27 likes
zindagi ka muqaddar safar-dar-safar aakhiri saans tak be-qaraar aadmi
Nida Fazli
16 likes
tum se chhut kar bhi tumhein bhoolna aasaan na tha tum ko hi yaad kiya tum ko bhulaane ke li.e
Nida Fazli
41 likes
yahii hai zindagi kuchh KHvaab chand ummeedein inheen khilauno se tum bhi bahl sako to chalo
Nida Fazli
44 likes
yahaañ kisi ko koi raasta nahin deta mujhe giraa ke agar tum sambhal sako to chalo
Nida Fazli
44 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nida Fazli.
Similar Moods
More moods that pair well with Nida Fazli's sher.







