kiya karta tha daava jo hawa ka rukh bataane ka kiya hai kaam aandhi ne usii kii chhat udaane ka
Related Sher
daulat shuhrat biwi bacche achha ghar aur achchhe dost kuchh to hai jo in ke baad bhi haasil karna baaki hai kabhi-kabhi to dil karta hai chalti rail se kood padhoon phir kahtaa hoon...paagal ab to thoda rastaa baaki hai
Zia Mazkoor
91 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
uske haathon men bas ham hi janchte the daava sone ka kangan bhi karta tha
Vishal Bagh
74 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
raatein kisi yaad men kattee hain aur din daftar kha jaata hai dil jeene par mael hota hai to maut ka dar kha jaata hai sach poochho to tahzeeb haafi main aise dost se aaziz hooñ milta hai to baat nahin karta aur phone pe sar kha jaata hai
Tehzeeb Hafi
307 likes
More from arjun chamoli
tadap ke roye hain chehra agar chhupaaya hai ki log dekh na le aankh men samandar ko
arjun chamoli
0 likes
mire KHilaaf hi sab dastkhat hue aaKHir main chup raha to gunahgaar mujh...ko maana hai
arjun chamoli
0 likes
ye batao ishq ka ye falsafa kya hai dooriyaan jab mit gaii to ab bacha kya hai
arjun chamoli
0 likes
mere bayaan ka matlab badal diya usne sawaal karta tha jo meraa rehnuma bankar
arjun chamoli
0 likes
rahbari aur rahzani men faasla ab kya raha desh seva naam lekar desh ko lootaa gaya
arjun chamoli
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on arjun chamoli.
Similar Moods
More moods that pair well with arjun chamoli's sher.







