koyal niin aa ke kuuk sunai basant rut baurae khas-o-am ki aai basant rut
Related Sher
neend aayegi bhala kaise use shaam ke baa'd rotiyaan bhi na muyassar hon jise kaam ke baa'd
Azhar Iqbal
45 likes
ik kali ki palkon par sard dhoop thehri thii ishq ka mahina tha husn ki dupahri thii KHvaab yaad aate hain aur phir daraate hain jaagna bataata hai neend kitnii gahri thii
Vikram Gaur Vairagi
64 likes
main ne muddat se koi KHvaab nahin dekha hai haath rakh de meri aankhoñ pe ki neend aa jaa.e
Waseem Barelvi
64 likes
daulaten mudda banii ya zaat aadhe aa gaii ishq men koi na koi baat aadhe aa gaii
Baghi Vikas
66 likes
ye kahaan ki reet hai jaage koi soye koi raat sab ki hai to sab ko neend aani chahiye
Madan Mohan Danish
73 likes
More from Abroo Shah Mubarak
namkeen goya kebab hain feke sharaab ke bosa hai tujh labaan ka maze-daar chatpata
Abroo Shah Mubarak
11 likes
bose men hont ulta 'aashiq ka kaat khaaya teraa dehan maze seen pur hai pe hai katoraa
Abroo Shah Mubarak
21 likes
bosaan labaan seen dene kaha kah ke phir gaya pyaala bhara sharaab ka afsos gir gaya
Abroo Shah Mubarak
27 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abroo Shah Mubarak.
Similar Moods
More moods that pair well with Abroo Shah Mubarak's sher.







