kuchh bhi yuñ ishq men bane awwal aaKHir aaKHir mazaak banta hai
Related Sher
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
kisi gali men kiraye pe ghar liya usne phir us gali men gharo ke kiraye badhne lage
Umair Najmi
162 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
More from Taufique Habib
log sab soch kar agar bolein to hamesha hi mukhtasar bolein
Taufique Habib
1 likes
kyuuñ himayat men kisi kii ham phod den aañkhen kisi kii ham
Taufique Habib
1 likes
kyuuñ himayat men kisi kii ham phod den aañkhen kisi kii ham hai mu'yassar aql to phir kyuuñ baaton men aayen kisi kii ham
Taufique Habib
1 likes
yahii haalat badalna chahta hooñ burii aadat badalna chahta hooñ
Taufique Habib
2 likes
ishq kii tum vehshat dekho ho gaii kya haalat dekho
Taufique Habib
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Taufique Habib.
Similar Moods
More moods that pair well with Taufique Habib's sher.







