kuchh na kuchh mas'ala to hota hai besabab dooriyaan nahin hoti ishq men khwaahishein badaltiin hain is men majbooriyaan nahin hoti
Related Sher
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
More from A R Sahil "Aleeg"
uske jhoothe ishq ko kar leta main tasleem lekin uskaa lahjaa aur iraada be-vafaaii se bhara tha
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
saari duniya hai aapki hamdard ishq men dega kaun ab insaaf
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
kaun kaafir kaun hai eemaan-parast yah tafarqana banaya aapne
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
roop badle naam badle badle ehsaasaat bhi sab aur phir tum bane tum main banaa main khatm ham baaki bacha hai ishqiyaat
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
umr saari laga do naap na paoge kabhi hai jo ye ishq meraa la-mutnaahi thehra
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on A R Sahil "Aleeg".
Similar Moods
More moods that pair well with A R Sahil "Aleeg"'s sher.







