lab-e-nazuk ke bose luun to missi munh banati hai kaf-e-pa ko agar chumun to mehndi rang laati hai
Related Sher
main bhi munh men zubaan rakhta hooñ kaash poochho ki muddaa kya hai
Mirza Ghalib
68 likes
palak ka baal gire kab main kab tujhe maanguun main kashmakash men ye palken na noch luun apni
Vishnu virat
60 likes
dil ye karta hai ki is umr ki pagdandi par ulte pairo'n se chaloon phir vahii ladka ho jaaun
Mehshar Afridi
63 likes
main tamaam din ka thaka hua tu tamaam shab ka jaga hua zaraa thehar ja isee mod par tere saath shaam guzaar luun
Bashir Badr
58 likes
tumhaara hijr manaa luun agar ijaazat ho main dil kisi se laga luun agar ijaazat ho
Jaun Elia
58 likes
More from Aasi Ghazipuri
vo kahte hain main zindagaani hooñ teri ye sach hai to un ka bharosa nahin hai
Aasi Ghazipuri
17 likes
lab-e-naazuk ke bose luun to missee munh banaati hai kaf-e-paa ko agar choomun to mehn dii rang laati hai
Aasi Ghazipuri
27 likes
meri aañkhen aur deedaar aapka ya qayamat aa gaii ya KHvaab hai
Aasi Ghazipuri
25 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Aasi Ghazipuri.
Similar Moods
More moods that pair well with Aasi Ghazipuri's sher.







