lagavat ki ada se un ka kahna paan hazir hai qayamat hai sitam hai dil fida hai jaan hazir hai
Related Sher
rang ki apni baat hai warna aakhirsh KHoon bhi to paani hai
Jaun Elia
148 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
sabhi se raaz kah deta hooñ apnena jaane kya chhupaana chahta hooñ
Shariq Kaifi
53 likes
mere kamre men udaasi hai qayamat ki magar ek tasveer puraani si hansa karti hai
Abbas Qamar
54 likes
gham bayaañ karne ka koi aur dhang ijaad kar teri aankhoñ ka yah paani to puraana ho gaya
Waseem Barelvi
55 likes
More from Akbar Allahabadi
qaum ke gham men dinner khaate hain hukkaam ke saath ranj lider ko bahut hai magar aaraam ke saath
Akbar Allahabadi
3 likes
dil vo hai ki fariyaad se labreiz hai har vaqt ham vo hain ki kuchh munh se nikalne nahin dete
Akbar Allahabadi
13 likes
ishq ke izhaar men har-chand ruswaai to hai par karoon kya ab tabeeyat aap par aayi to hai
Akbar Allahabadi
25 likes
coat aur patloon jab pahna to mister ban gaya jab koi taqreer ki jalse men lider ban gaya
Akbar Allahabadi
24 likes
rehta hai ibadat men ha men maut ka khatka ham yaad-e-khuda karte hain kar le na KHuda yaad
Akbar Allahabadi
24 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akbar Allahabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Akbar Allahabadi's sher.







