Le deke ye hii ek hunar apne paas tha
Related Sher
toofaanon se aankh milaao sailaabon pe vaar karo mallaahon ka chakkar chhodo tair ke dariyaa paar karo
Rahat Indori
144 likes
meri tanhaaii dekhenge to hairat hi karenge log mohabbat chhod denge ya mohabbat hi karenge log
Ismail Raaz
134 likes
uski zulfen udaas ho jaa.e is-qadar roshni bhi theek nahin tumne naaraz hona chhod diya itni naarazgi bhi theek nahin
Fahmi Badayuni
128 likes
mas'ala ye nahin ki ishq hua hai ham ko mas'ala ye hai ki izhaar kiya jaana hai
Rajesh Reddy
127 likes
chal gaya hogaa pata ye aapko be-vafa kahte hain ladke aapko ik zaraa se husn par itni akad tu samjhti kya hai apne aapko
Kushal Dauneria
98 likes
More from Rakesh Mahadiuree
us ek shaKHs ko ham bhoolne kii koshish meinna jaane kitnii dafa us ko yaad kar baithe
Rakesh Mahadiuree
0 likes
she'r meraa sun ke ahl-e-bazm to KHaamosh thii mere aage likhne waale tabsira karte rahe
Rakesh Mahadiuree
0 likes
ham ko maaloom hai jannat kii haqeeqat ghalib naam hamne kabhi gulzaar nahin rakkha hai mere bacche bhi muhabbat men vafaa karte hain maine ghar men kabhi hathiyaar nahin rakkha hai
Rakesh Mahadiuree
2 likes
sabka milnaa dost kahaan ho paata hai ham jaison ko hasrat zinda rakhti hai
Rakesh Mahadiuree
7 likes
jis shaKHs ko har vaqt hi behtar kii talab ho chaalaak ho saktaa hai vo pyaara nahin hogaa
Rakesh Mahadiuree
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rakesh Mahadiuree.
Similar Moods
More moods that pair well with Rakesh Mahadiuree's sher.







