log darte hain dushmani se tiri ham tiri dosti se darte hain
Related Sher
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
ye alag baat ki KHaamosh khade rahte hain phir bhi jo log bade hain vo bade rahte hain
Rahat Indori
484 likes
raam kathaa men jaane waale laakhon log raam ke jaisa banne vaala ek nahin
Tanoj Dadhich
106 likes
raqeeb aakar bataate hain yahaañ til hai vahaañ til hai ha men ye jaankaari thii miyaan pahle bahut pahle
Anand Raj Singh
112 likes
kuchh na kuchh bolte raho hamse chup rahoge to log sun lenge
Fahmi Badayuni
112 likes
More from Habib Jalib
vo dekhne mujhe aanaa to chahta hogaa magar zamaane ki baaton se dar gaya hogaa
Habib Jalib
28 likes
laakh kahte rahen zulmat ko na zulmat likhna ham ne seekha nahin pyaare b-ijaazat likhna
Habib Jalib
7 likes
pa sakenge na umr bhar jis ko justuju aaj bhi usii ki hai
Habib Jalib
36 likes
kuchh log khayaalon se chale jaayen to soyen beete hue din raat na yaad aayen to soyen
Habib Jalib
42 likes
ek ha men aawaara kehna koi badaa ilzaam nahin duniya waale dil waalon ko aur bahut kuchh kahte hain
Habib Jalib
49 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Habib Jalib.
Similar Moods
More moods that pair well with Habib Jalib's sher.







