main aaj tumse aakhiri dafa mila to ye laga bahut galat tha tumse dooriyaan badhaane vaala main
Related Sher
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
mujhse bichhad kar bhi vo ladki kitnii KHush KHush rahtii haius ladki ne mujhse bichhad kar mar jaane ki thaanii thii
Jaun Elia
174 likes
ya'ni tum vo ho Vaaqaii had hai main to sach-much sabhi ko bhool gaya
Jaun Elia
172 likes
main zindagi men aaj pahli baar ghar nahin gaya magar tamaam raat dil se maa ka dar nahin gaya bas ek dukh jo mere dil se umr bhar na jaayega us..ko kisi ke saath dekh kar main mar nahin gaya
Tehzeeb Hafi
172 likes
More from Hasan Raqim
apni aadat hai agar hona to bas ek dil ka kehne waale isi aadat ko vafaa kahte hain
Hasan Raqim
1 likes
tasveer ik jala ke bujhaata raha hooñ main uske hi paas laut ke jaata raha hooñ main ye na-tamaam KHvaab haqeeqat hon kis tarah har pal to apni neend udaata raha hooñ main
Hasan Raqim
1 likes
chal rahen hain magar koi manzil nahin dil ye ghar lautne pe bhi maail nahin
Hasan Raqim
3 likes
ye uske uns men jalte deeyon ki raushni isko badha gar vo nahin saka bujha main bhi nahin saka
Hasan Raqim
4 likes
vo mere baad sabhi ka hi ho gaya dekho main jiske baad kisi aur ka hua hi nahin
Hasan Raqim
4 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Hasan Raqim.
Similar Moods
More moods that pair well with Hasan Raqim's sher.







