main tanhaa sar-e-raah khada soch raha hooñ tanhaaii mitaane ke li.e jaaun kahaan par vo be-vafa to laut ke aane se raha ab tu hi bataa ai dil tujhe behlaaun kahaan par
Related Sher
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
More from Saif Dehlvi
tum intizaar to kar doge khatm aa ke magarna kar sakoge ada mere intizaar ka haq
Saif Dehlvi
0 likes
ye aur baat batao na tum ha men lekin kisi ke KHvaab to aankhoñ men pal rahe honge
Saif Dehlvi
0 likes
bhoolne waale tire sar kii qasam shaam ke baad yaad kar kar ke tujhe rote hain ham shaam ke baad
Saif Dehlvi
0 likes
waqt-e-judaaii sar ko jhukaaye unka mujh se ye kehna dekho kal shaa dii hai meri aur tum ko bhi aanaa hai chaand sitaaron so jaao tum jal dii suraj ko bhejo subah savere mujh ko mere yaar se milne j aanaa hai
Saif Dehlvi
1 likes
shab-e-firaq guzar hi gaii kisi tarah zaraa sii der men suraj nikalne vaala hai tere alaava kahooñ kis se haal-e-dil apna tere alaava meri kaun sunne vaala hai
Saif Dehlvi
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saif Dehlvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Saif Dehlvi's sher.







