main vo naakaam musavvir hooñ jo KHud ke haathon ek udaasi ke siva kuchh na banaa paaya hai
Related Sher
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
More from Ashutosh Vdyarthi
isse kamzori hi duniya ko pata hoti hai bein karne se kahiin dukh kii davaa hoti hai
Ashutosh Vdyarthi
20 likes
jinhen sab log goonga bolte hain mere aage vo ooncha bolte hain KHamoshii bolne waalon ki shaf men humeen sabse ziyaada bolte hain
Ashutosh Vdyarthi
40 likes
mere mizaaj ki us..ko khabar nahin rahi hai ye baat mere gale se utar nahin rahi hai ye rone-dhone ka naatak taveel mat kar ab bichhad bhi jaa.e tu mujhse to mar nahin rahi hai
Ashutosh Vdyarthi
47 likes
tod kar tujhko bhala meraa bhi kya ban jaata ulta main apane li.e shart-e-sazaa ban jaata jitni koshish hai teri ek tavajjoh ke li.e usse kam men to main duniya ka KHuda ban jaata
Ashutosh Vdyarthi
48 likes
kul jod ghatakar ke jo sansaar ka dukh hai utna to mire ik dil-e-bezaar ka dukh hai shaair hain to duniya se alag thodii hain logon sabki hi tarah hampe bhi ghar baar ka dukh hai
Ashutosh Vdyarthi
52 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ashutosh Vdyarthi.
Similar Moods
More moods that pair well with Ashutosh Vdyarthi's sher.







