main zakhm kha ke gira tha ki thaam us ne liya muaaf kar ke mujhe intiqam us ne liya
Related Sher
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
kore kaagaz par ro rahe ho tum main to samjha padhe likhe ho tum kya kaha mujhse door jaana hai iska matlab hai ja chuke ho tum
Zubair Ali Tabish
113 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
haar ho jaati hai jab maan liya jaata hai jeet tab hoti hai jab thaan liya jaata hai
Shakeel Azmi
174 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Faisal Ajmi.
Similar Moods
More moods that pair well with Faisal Ajmi's sher.







