mausam hardam sard banaa sa rehta hai meetha-meetha dard banaa sa rehta hai
Related Sher
ek tasveer banaaunga teri aur fir haath lagaaunga tujhe
Nasir khan 'Nasir'
73 likes
ab udaas firte ho sardiyon ki shaamon men is tarah to hota hai is tarah ke kaamon men
Shoaib Bin Aziz
71 likes
bichhad gaya hooñ magar yaad karta rehta hooñ kitaab chhod chuka hooñ padhaai jaarii hai
Ali Zaryoun
81 likes
ishq se apne kuchh chune lamhe ankahhe aur ansune lamhe aao milkar jiye dobaara se sard raaton ke gungune lamhe
Sandeep Thakur
76 likes
zameen pe ghar banaya hai magar jannat men rahte hain hamaari khush-naseebi hai ki ham bharat men rahte hain
Mehshar Afridi
122 likes
More from Umesh Maurya
zameen ka jal kabhi baadal raha hai tamasha zindagi ka chal raha hai
Umesh Maurya
0 likes
yahii archan sabhi ki thii kahii man tha kahii tan tha
Umesh Maurya
0 likes
zindagi jeene ka matlab kuchh nahin par maut bhi marzi se to aati nahin hai
Umesh Maurya
0 likes
vaqt aashankit hua yah dekhkar khatm ho jaa.e na swar vidroh ka
Umesh Maurya
0 likes
pyaas to uske hriday men bhi kahii thii yuñ nahin sukhe hue the hoth uske
Umesh Maurya
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Umesh Maurya.
Similar Moods
More moods that pair well with Umesh Maurya's sher.







