mehndi ne ghhazab donon taraf aag laga di talvon men udhar aur idhar dil men lagi hai
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
ye vo qabeela hai jo husn ko KHuda maane yahaañ pe kaun teri baat ka bura maane ishaara kar diya hai aapki taraf maine ye bacche pooch rahe the ki be-vafa maane
Kushal Dauneria
74 likes
ek tasveer banaaunga teri aur fir haath lagaaunga tujhe
Nasir khan 'Nasir'
73 likes
main apne dono taraf ek sa hooñ tere li.e kisi se shart laga phir mujhe uchaal ke dekh
Abrar Kashif
74 likes
More from Unknown
ye saal bhi udaasiyaan de kar chala gaya tum se mile baghair december chala gaya
Unknown
18 likes
na hon ashaar men maani na sahi KHud kalaami ka zariya hi sahi tum na nawaazo she'r ko na sunaayenge ye meraa zaati nazariya hi sahi
Unknown
21 likes
lagta hai kaii raaton ka jaaga tha musavvir tasveer kii aankhoñ se thakan jhaank rahi hai
Unknown
0 likes
duniya men vahii shaKHs hai tazeem ke qaabil jis shaKHs ne haalaat ka rukh mod diya ho
Unknown
22 likes
kya qayamat hai ki aariz un ke neele pad ga.e ham ne to bosa liya tha KHvaab men tasveer ka
Unknown
23 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







