mehrbani charasazon ki badhi jab badha darman to bimari badhi
Related Sher
ulti ho gaiin sab tadbeerein kuchh na davaa ne kaam kiya dekha is beemaari-e-dil ne aaKHir kaam tamaam kiya
Meer Taqi Meer
72 likes
khoobsurat ye mohabbat men saza dii usne phir gale milke meri umr badha dii usne
Manzar Bhopali
69 likes
ye kis ne baagh se us shaKHs ko bula liya hai parind ud ga.e pedon ne munh banaa liya hai use pata tha main choone men vaqt leta hooñ so us ne vasl ka doraaniya badha liya hai
Tehzeeb Hafi
110 likes
dushmani kar magar usool ke saath mujh par itni si meherbaani ho mere men'yaar ka taqaza hai meraa dushman bhi khaandaani ho
Akhtar Shumar
44 likes
us..ko apne paas bitha lene se hi dhadkan tez aur saansen bhari hoti hai shaad tu sab kuchh badha chadha ke kahtaa hai kaunsi ladki itni pyaari hoti hai
Shaad Imran
45 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mubarak Azimabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Mubarak Azimabadi's sher.







