ulti ho gaiin sab tadbeerein kuchh na davaa ne kaam kiya dekha is beemaari-e-dil ne aaKHir kaam tamaam kiya
Related Sher
kuchh na rah sakaa jahaan viraaniyaan to rah gaiin tum chale ga.e to kya kahaaniyaan to rah gaiin
Khalil Ur Rehman Qamar
164 likes
haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
165 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
kuchh na kuchh bolte raho hamse chup rahoge to log sun lenge
Fahmi Badayuni
112 likes
daulat shuhrat biwi bacche achha ghar aur achchhe dost kuchh to hai jo in ke baad bhi haasil karna baaki hai kabhi-kabhi to dil karta hai chalti rail se kood padhoon phir kahtaa hoon...paagal ab to thoda rastaa baaki hai
Zia Mazkoor
91 likes
More from Meer Taqi Meer
shaam se kuchh bujha sa rehta hooñ dil hua hai charaaghh muflis ka
Meer Taqi Meer
0 likes
phool gul shams-o-qamar saare hi the par ha men un men tumhiin bhaaye bahut
Meer Taqi Meer
0 likes
dil mujhe us gali men le ja kar aur bhi KHaak men mila laaya
Meer Taqi Meer
16 likes
dil-kharaashi-o-jigar-chaaki-o-khoon-afshaani hooñ to naakaam pa rahte hain mujhe kaam bahut
Meer Taqi Meer
16 likes
fikr-e-ta'meer. men na rah munim zindagaani ki kuchh bhi hai buniyaad
Meer Taqi Meer
17 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Meer Taqi Meer.
Similar Moods
More moods that pair well with Meer Taqi Meer's sher.







