mire maa baap jannat se nazar rakhte hain mujh par ab mire dil men yatiimon ke li.e ik khaas kona hai
Related Sher
ek nazar dekhte to jaao mujhe kab kaha hai gale lagao mujhe tumko nuskha bhi likh ke de doonga zakhm to theek se dikhaao mujhe
Zia Mazkoor
95 likes
us ke chehre ki chamak ke saamne saada laga aasmaañ pe chaand poora tha magar aadha laga
Iftikhar Naseem
95 likes
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
apne chehre se jo zaahir hai chhupaayen kaise teri marzi ke mutaabiq nazar aayen kaise
Waseem Barelvi
97 likes
vo jispar uski rahmat ho vo daulat maangtaa hai kya mohabbat karne vaala dil mohabbat maangte hai kya tumhaara dil kahe jab bhi ujaala ban ke aa jaana kabhi ugta hua suraj izazat maangtaa hai kya
Ankita Singh
98 likes
More from Amaan Pathan
zindagi meri de do kisi aur ko ab na taqat hai aur hausla bhi nahin
Amaan Pathan
0 likes
main kaise haar maanoon bin lade ghurbat ke sehra se abhii to gham bhulaane hain khushi ka beej bona hai
Amaan Pathan
0 likes
tumhein ustaad se milega jona milega ghazal kii baabat men
Amaan Pathan
0 likes
jo mere paas aanaa chahte hain unhin se door j aanaa chahta hooñ
Amaan Pathan
4 likes
main to raaton men cheekhta hooñ bahut vo bhi thodii sii chashm tar hai kya
Amaan Pathan
8 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Amaan Pathan.
Similar Moods
More moods that pair well with Amaan Pathan's sher.







