mere qareeb aa zara nazren utaar doon ye zulfen kya hain la teri kismat sanwaar doon baithi raho yuñ hi meri nazron ke saamne tum ko nihaarte hue umren guzaar doon
Related Sher
mat pooch ki kya haal hai meraa tere peeche tu dekh ki kya rang hai teraa mere aage
Mirza Ghalib
180 likes
mere honton pe apni pyaas rakh do aur phir socho ki is ke baa'd bhi duniya men kuchh paana zaroori hai
Waseem Barelvi
126 likes
KHud ko manwaane ka mujh...ko bhi hunar aata hai main vo katara hooñ samandar mere ghar aata hai
Waseem Barelvi
84 likes
tumhein ik mashwara doon saadgi se kah do dil ki baat bahut taiyaariyaan karne men gaadi chhoot jaati hai
Zubair Ali Tabish
120 likes
janaaze par mere likh dena yaaron mohabbat karne vaala ja raha hai
Rahat Indori
125 likes
More from Daqiiq Jabaalii
ye zindagi kuchh is tarah se paas mere aayi hai ab to amit keval yahaañ tanhaaii hi tanhaaii hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Zeest ki samt se taazir baraabar aaii
Daqiiq Jabaalii
0 likes
tumne amit pariyon ko dekha hai kabhi pariyon ke jaise hi vo dikhti thii amit
Daqiiq Jabaalii
0 likes
phoolon kitaabon titliyon dariyaa diwaaron se gham baantaa hooñ apna inheen ghama-gusaaroń se
Daqiiq Jabaalii
0 likes
ye ta'aqub men faqat ahl-e-hawas hain pyaare ye bharam chhod ki ushshaq bahut hain mere
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Daqiiq Jabaalii.
Similar Moods
More moods that pair well with Daqiiq Jabaalii's sher.







