meri har guftagoo zameen se rahi yuñ to furqat men aasmaan bhi tha
Related Sher
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
gale to lagana hai us se kaho abhii lag jaa.e yahii na ho meraa us ke baghair jee lag jaa.e main aa raha hooñ tere paas ye na ho ki kahii teraa mazaak ho aur meri zindagi lag jaa.e
Tehzeeb Hafi
267 likes
More from Madan Mohan Danish
meri mujhse nibh to sakti thii magar koi tha jo darmiyaañ aata raha
Madan Mohan Danish
30 likes
ye haasil hai mirii KHaamoshiyon ka ki patthar aazmaane lag ga.e hain
Madan Mohan Danish
27 likes
musalsal tajarbo ka hai nateeja main darya se kinaara ho gaya hooñ
Madan Mohan Danish
33 likes
varna bemaut hi mar jaayenge saare kirdaar ek inkaar zaroori hai kahaanii ke li.e
Madan Mohan Danish
30 likes
kyun zaroori hai kisi ke peechhe peechhe ham chalen jab safar apna hai to apni ravaani chahiye
Madan Mohan Danish
11 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Madan Mohan Danish.
Similar Moods
More moods that pair well with Madan Mohan Danish's sher.







