mohabbat karne wale nidar ho jaate hain, khauf ka koi jazba unhein baandh nahi sakta.
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
manzilen kya hain raasta kya hai hausla ho to fasla kya hai
Aalok Shrivastav
152 likes
More from Wajida Tabassum
vo to dil jaisa dhadakta hai mere seene men dam nikal jaayega jab door chala jaayega
0 likes
vo shahar meraa kyuuñ chhod diya ab kisko dekh ke she'r kahooñ
0 likes
tere husn ko ghaur se dekhne par jaanaan sach men kahooñ to zehan bhatkne lagta hai
0 likes
tere luaab men jo hai KHushboo meri sanam hargiz nahin hai ab to koi phoolon men yahaañ
0 likes
zindagi men mere us ne andhera kiya aur us..ko sabhi raushni kahte the
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Wajida Tabassum.
Similar Moods
More moods that pair well with Wajida Tabassum's sher.







