mohabbat kii saza tark-e-mohabbat mohabbat ka yahii inaam bhi hai
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
ham apni jaan ke dushman ko apni jaan kahte hain mohabbat ki isee miTTi ko hindustan kahte hain
Rahat Indori
212 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
More from Wamiq Jaunpuri
zabaan tak jo na aa.e vo mohabbat aur hoti hai fasana aur hota hai haqeeqat aur hoti hai
Wamiq Jaunpuri
6 likes
dil ke veeraane ko yuñ aabaad kar lete hain ham kar bhi kya sakte hain tujhko yaad kar lete hain ham
Wamiq Jaunpuri
17 likes
muddaton baad jo dekhoge to dar jaaoge apne ko aaina har roz dikhaate rahna
Wamiq Jaunpuri
17 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Wamiq Jaunpuri.
Similar Moods
More moods that pair well with Wamiq Jaunpuri's sher.







