mujhe aa gaya yaqin sa ki yahi hai meri manzil sar-e-rah jab kisi ne mujhe dafatan pukara i then came to believe it was, my goal, my destiny when someone in my path called out to me repeatedly
Related Sher
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
manzilen kya hain raasta kya hai hausla ho to fasla kya hai
Aalok Shrivastav
152 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shakeel Badayuni.
Similar Moods
More moods that pair well with Shakeel Badayuni's sher.







