mujhe andhere se baat karne hai so kara do diya bujha do kuchh ek lamhon ko raushni ka gala daba do diya bujha do riwaaz-e-mehfil nibha raha hooñ bataa raha hooñ main ja raha hooñ mujhe vida do jo rona chahe unhen bula do diya bujha do
Related Sher
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
tumhein ik mashwara doon saadgi se kah do dil ki baat bahut taiyaariyaan karne men gaadi chhoot jaati hai
Zubair Ali Tabish
120 likes
ye dukkh alag hai ki usse main door ho raha hooñ ye gham juda hai vo KHud mujhe door kar raha hai tere bichhurne par likh raha hooñ main taza ghazlen ye teraa gham hai jo mujh...ko mashhoor kar raha hai
Tehzeeb Hafi
394 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
More from Vikram Gaur Vairagi
koozaagar mil gaya to poochhoonga meri miTTi kahaan se laaya tha
Vikram Gaur Vairagi
34 likes
ik awwal darje ka paak ik maahir hai man to tujh men ramta hai dil kaafir fir hai apni socho qatl tumhein karna bhi hai bande ka to kya hai banda haazir hai
Vikram Gaur Vairagi
33 likes
tooti cheezon ko badal den tha behtar varna tu jo chahta to dobara banaa leta ha men is tarah rote hain yaad karte hue ham tujhe jaise tu hota to seene se laga leta ha men
Vikram Gaur Vairagi
39 likes
yuñ be-tarteeb zaKHmon ne bataaya raaz qaatil ka saleeke se jo meraa qatl gar hota to kya hota
Vikram Gaur Vairagi
42 likes
apni deewaangi se dartaa hooñ dil to hota hai dil lagaane ko
Vikram Gaur Vairagi
54 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vikram Gaur Vairagi.
Similar Moods
More moods that pair well with Vikram Gaur Vairagi's sher.







