mujhe hairat hai kaise tum ne apna kar liya mujh...ko badi mushkil se meraa ladkiyon par dhyaan jaata hai
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
ye dukkh alag hai ki usse main door ho raha hooñ ye gham juda hai vo KHud mujhe door kar raha hai tere bichhurne par likh raha hooñ main taza ghazlen ye teraa gham hai jo mujh...ko mashhoor kar raha hai
Tehzeeb Hafi
394 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
More from Daqiiq Jabaalii
ye zindagi kuchh is tarah se paas mere aayi hai ab to amit keval yahaañ tanhaaii hi tanhaaii hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
namak zaraahaton pe mere mal ga.e tum bhi habeeb ghairon ke jaise nikal ga.e tum bhi
Daqiiq Jabaalii
0 likes
is duniya men jeene ke KHaatir poora paagal banna padta hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Zikr karta tha jo din bhar uska
Daqiiq Jabaalii
0 likes
idhar pe ham hain faqat tujhko jaante hain daqeeq tiri to is se bhi us se bhi aashnaai hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Daqiiq Jabaalii.
Similar Moods
More moods that pair well with Daqiiq Jabaalii's sher.







