mujhe pata hai ki barbaad ho chuka hoon main tu meraa sog manaa mujh ko sogwaar na kar
Related Sher
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
ik hunar hai jo kar gaya hooñ main sab ke dil se utar gaya hooñ main
Jaun Elia
241 likes
More from Anjum Saleemi
sab ke shaanon pe ek chehra tha jin pe soorat banii hui thii meri
Anjum Saleemi
0 likes
ek din meri KHaamushi ne mujhe lafz ki ot se ishaara kiya
Anjum Saleemi
30 likes
kis shafqat men gundhe hue maula maa baap diye kaisi pyaari roohon ko meri aulaad kiya
Anjum Saleemi
20 likes
maa ki dua na baap ki shafqat ka saaya hai aaj apne saath apna janam din manaaya hai
Anjum Saleemi
51 likes
uthaaye firta raha main bahut mohabbat ko phir ek din yoonhi socha ye kya museebat hai
Anjum Saleemi
38 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Anjum Saleemi.
Similar Moods
More moods that pair well with Anjum Saleemi's sher.







