sab ke shaanon pe ek chehra tha jin pe soorat banii hui thii meri
Related Sher
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
dar hai ghar men kaise bola jaayega chhodo jo bhi hogaa dekha jaayega main bas uskaa chehra padhkar jaaunga meraa paper sabse achha jaayega
Vishal Singh Tabish
84 likes
nigaahen fer li ghabra ke maine vo tum se khoobsurat lag rahi thii
Fahmi Badayuni
123 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
itnaa pyaara hai vo chehra ki nazar padte hi log haathon ki lakeeron ki taraf dekhte hain
Nadir Ariz
60 likes
More from Anjum Saleemi
kis shafqat men gundhe hue maula maa baap diye kaisi pyaari roohon ko meri aulaad kiya
Anjum Saleemi
20 likes
mujhe pata hai ki barbaad ho chuka hoon main tu meraa sog manaa mujh ko sogwaar na kar
Anjum Saleemi
29 likes
ek din meri KHaamushi ne mujhe lafz ki ot se ishaara kiya
Anjum Saleemi
30 likes
main cheekhta raha kuchh aur bhi hai meraa ilaaj magar ye log tumhaara hi naam lete rahe
Anjum Saleemi
50 likes
uthaaye firta raha main bahut mohabbat ko phir ek din yoonhi socha ye kya museebat hai
Anjum Saleemi
38 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Anjum Saleemi.
Similar Moods
More moods that pair well with Anjum Saleemi's sher.







