mujh...ko us ladki se milkar ke hua ik faayda ye meraa andaaz yaaron shaayraana ho gaya
Related Sher
bade naadaan ho tum bhi zara samjha karo baatein gale milkar jo roti hai bichhadkar kitna royegi
Ankita Singh
211 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
mat pooch ki kya haal hai meraa tere peeche tu dekh ki kya rang hai teraa mere aage
Mirza Ghalib
180 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
More from Daqiiq Jabaalii
tumne amit pariyon ko dekha hai kabhi pariyon ke jaise hi vo dikhti thii amit
Daqiiq Jabaalii
0 likes
vo to kali se ban gaii hai ab amit gulaab ab titliyan bhi baithti hain uske gaal men
Daqiiq Jabaalii
0 likes
ye ta'aqub men faqat ahl-e-hawas hain pyaare ye bharam chhod ki ushshaq bahut hain mere
Daqiiq Jabaalii
0 likes
idhar pe ham hain faqat tujhko jaante hain daqeeq tiri to is se bhi us se bhi aashnaai hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
jal dii kisi pe yaar bharosa na kar amit raavan chhupe ho sakte hain raaghav kii khaal men
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Daqiiq Jabaalii.
Similar Moods
More moods that pair well with Daqiiq Jabaalii's sher.







