munh zard-o-aah-e-sard o lab-e-khushk o chashm-e-tar sacchi jo dil-lagi hai to kya kya gawaah hai
Related Sher
pahle uski khushboo maine KHud par taari ki phir maine us phool se milne ki taiyaari ki itnaa dukh tha mujh...ko tere laut ke jaane ka maine ghar ke darwaazon se bhi munh maari ki
Tehzeeb Hafi
114 likes
ye kis ne baagh se us shaKHs ko bula liya hai parind ud ga.e pedon ne munh banaa liya hai use pata tha main choone men vaqt leta hooñ so us ne vasl ka doraaniya badha liya hai
Tehzeeb Hafi
110 likes
laja kar sharm kha kar muskuraa kar diya bosa magar munh ko banaa kar
Unknown
30 likes
phir chahe to na aanaa o aan baan waale jhoota hi wa'ada kar le sacchi zabaan waale
Arzoo Lakhnavi
23 likes
munh lagaate hi hont par tere pad gaya naqsh laal bose ka
Insha Allah Khan
30 likes
More from Nazeer Akbarabadi
dosto kya kya diwali men nashaat-o-aish hai sab muhayya hai jo is hangaam ke shaayaan hai shay
Nazeer Akbarabadi
21 likes
hai dasahre men bhi yuñ gar farhat-o-zeenat nazeer par diwali bhi ajab paakeeza-tar tyaohar hai
Nazeer Akbarabadi
20 likes
main hooñ patang-e-kaaghazi dor hai us ke haath men chaaha idhar ghatta diya chaaha udhar badha diya
Nazeer Akbarabadi
43 likes
chali aati hai ab to har kahii bazaar ki raakhi sunhari sabz resham zard aur gulnaar ki raakhi
Nazeer Akbarabadi
28 likes
jab phaagun rang jhamkate hon tab dekh bahaarein holi ki aur daf ke shor khadkate hon tab dekh bahaarein holi ki
Nazeer Akbarabadi
27 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nazeer Akbarabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Nazeer Akbarabadi's sher.







