nazar aa.e na tu jinko pareshaani se marte hain jo tujhko dekh lete hain vo hairaani se marte hain
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
More from Varun Anand
logon ko us ka naam bataane se rah gaya ik lafz tha jo she'r men aane se rah gaya is baar bhi usii kii sooni us kii maan li is baar bhi main apni sunaane se rah gaya
Varun Anand
30 likes
tere kehne se ye jaadu nahin hone vaala ab sitaara koii jugnoo nahin hone vaala phir bhi betaab hooñ kitna main teraa hone ko jaanta hooñ ki meraa tu nahin hone vaala
Varun Anand
26 likes
ba dii jal dii men tha us din zaraa bechain bhi tha vo use kehna tha kuchh mujhse magar vo kah nahin paaya
Varun Anand
45 likes
us ne saari duniya maangi maine us ko maanga haius ke sapne ek taraf hain meraa sapna ek taraf
Varun Anand
79 likes
na jaane kaun si aa.e sadaa pasand use so ham sadaaein badal kar sadaaein dete rahe
Varun Anand
33 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Varun Anand.
Similar Moods
More moods that pair well with Varun Anand's sher.







