nikala qabr se murde ko aur phir maara hai usne bulaayaa tha kabhi mangni men aur ab card shaa dii ka
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
KHud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdaas mat hona dekhna chaahna phir maangna ya kho dena ye saare khel hain in men udaas mat hona
Kumar Vishwas
117 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
More from 100rav
meri chaahat kisi aangan kii tulsi hai main kaise ghar men laaun maa koii tulsi
100rav
0 likes
be-vafa ladki ke gham men ek ladka be-wafaai kar gaya maa baap ke saath
100rav
0 likes
be-vafa kahke munh ferne vaala jo phir palat kar ke dekhe to kam-zarfi hai
100rav
0 likes
kabhi to chamke suraj hote jugunoo mujhe bhi log live len kabhi to
100rav
1 likes
chash men ko main utaar deta par chhoot jaate nazaare saare phir
100rav
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on 100rav.
Similar Moods
More moods that pair well with 100rav's sher.







