paanch theen goliyaan nishaane par baaki sab firing havaai thii jaante ho ye haath kaise kate main ne taali nahin bajaayi thii
Related Sher
man men ek iraada hota hai taabish raja pahle pyaada hota hai taabish maanta hooñ majbooriyaan theen kuchh dikkat thii par vaa'da to vaa'da hota hai taabish
Vishal Singh Tabish
75 likes
jaan-leva theen khwaahishein warna vasl se intizaar achha tha
Jaun Elia
74 likes
sab parindon se pyaar loonga main ped ka roop dhaar loonga main tu nishaane pe aa bhi jaa.e agar kaun sa teer maar loonga main
Tehzeeb Hafi
192 likes
mujh men ab main nahin rahi baaki main ne chaaha hai is qadar tum ko
Ambreen Haseeb Ambar
25 likes
main na soya raat saari tum kaho bin mere kaise guzaari tum kaho hijr aañsu dard aahen shayari ye to baatein theen hamaari tum kaho
Prakhar Kanha
53 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Aabi Makhnavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Aabi Makhnavi's sher.







