pataakha main jala to dooñga par dhamaaka kaun sambhaalega phir
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
More from Manoj Devdutt
kisi ko bhi kabhi bhi gham nahin denge hamen milta raha par ham nahin denge
Manoj Devdutt
0 likes
zauq-e-mohabbat chakh liya hamne aur jaanne ko kuchh nahin hai ab
Manoj Devdutt
1 likes
tum kabhi mere li.e to saabika hogii nahin phir yahaañ koii tumhaare baad aayega nahin
Manoj Devdutt
1 likes
naye ghaav milte rahenge abhii pyaar men jo pade hain
Manoj Devdutt
1 likes
naseeb men likha hata raha hooñ main samay tabhi adhik laga raha hooñ main
Manoj Devdutt
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Manoj Devdutt.
Similar Moods
More moods that pair well with Manoj Devdutt's sher.







