phool se lekar ye dhaniya laane tak ke is safar ko mujh...ko tere saath hi tay karne ki KHvaahish hai pagli
Related Sher
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
pyaar do baar thodii hota hai ho to phir pyaar thodii hota hai yahii behtar hai tum use roko mujhse inkaar thodii hota hai
Zubair Ali Tabish
138 likes
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
More from Harsh saxena
duniya ke bharam ko kuchh yuñ tod diya maine is baar naseebon ka rukh mod diya maine
Harsh saxena
1 likes
jazbaaton ko sahaj lafzon men piroota hooñ main likhta faqat vahii hooñ jo sach men hota hooñ main
Harsh saxena
5 likes
nakhre un KHvaabon ke bade honge jinko vo roz dekhti hogii
Harsh saxena
4 likes
ha men is miTTi se kuchh yuñ muhabbat hai yahiin pe nikle dam dil ki ye hasrat hai ha men kyuuñ chaah us duniya ki ho maula hamaari to isee miTTi men jannat hai
Harsh saxena
4 likes
haasil na kar paaya tujhe main minnaton ke baad bhi ummeed senta se lagana laazmi bhi hai mira
Harsh saxena
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Harsh saxena.
Similar Moods
More moods that pair well with Harsh saxena's sher.







