phuul khile hain likha hua hai todo mat aur machal kar ji kahta hai chhodo mat translation blossomed flowers and ‘do not pluck’ is diktat, but the spirited heart says this: ‘don’t leave that’. sagar akbarabadi
Related Sher
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
ye shahar-e-ajnabi men ab kise ja kar bataayen ham kahaan ke rahne waale hain kahaan ki yaad aati hai
Ashu Mishra
117 likes
mas'ala ye nahin ki ishq hua hai ham ko mas'ala ye hai ki izhaar kiya jaana hai
Rajesh Reddy
127 likes
mujh ko bhi unhin men se koi ek samajh le kuchh masale hote hain na jo hal nahin hote
Ali Zaryoun
126 likes
KHud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdaas mat hona dekhna chaahna phir maangna ya kho dena ye saare khel hain in men udaas mat hona
Kumar Vishwas
117 likes
More from Ameeq Hanafi
dono ka milnaa mushkil hai dono hain majboor bahutus ke paanv men mehn dii lagii hai mere paanv men chaale hain
Ameeq Hanafi
8 likes
cigarette jise sulagta hua koi chhod deus ka dhuaan hooñ aur pareshaan dhuaan hooñ main
Ameeq Hanafi
27 likes
phool khile hain likha hua hai todo mat aur machal kar jee kahtaa hai chhodo mat
Ameeq Hanafi
32 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ameeq Hanafi.
Similar Moods
More moods that pair well with Ameeq Hanafi's sher.







