qaid karke mat kare azaad mujh...ko ab hunar baaki nahin udne ka mujh men
Related Sher
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
meri duniya ujad gaii is men tum ise haadsa samjhte ho aakhiri raasta to baaki hai aakhiri raasta samjhte ho
Himanshi babra KATIB
119 likes
More from "Dharam" Barot
vo samandar hai vo pyaasa hi rakhega main simat jaaunga tujh men hooñ main taalaab
"Dharam" Barot
1 likes
saath hota hi nahin sab ka yahaañ hausla hi saath hota tha meraa
"Dharam" Barot
1 likes
video call kar din nikaalen jee aap moh paala hai paison ka pardes men
"Dharam" Barot
1 likes
thii kuchh se preeti tha kuchh se hamaara bair kabhi apna kabhi apna banaa tha ghair kathin har raasta manzil dikhaayega milegi qaamyaabi tum chalaao pair
"Dharam" Barot
1 likes
pul pe se ye kashtiyaañ main dekhta hooñ thii zaroorat jo kabhi vo shauk hai ab
"Dharam" Barot
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on "Dharam" Barot.
Similar Moods
More moods that pair well with "Dharam" Barot's sher.







