thii kuchh se preeti tha kuchh se hamaara bair kabhi apna kabhi apna banaa tha ghair kathin har raasta manzil dikhaayega milegi qaamyaabi tum chalaao pair
Related Sher
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
mere honton pe apni pyaas rakh do aur phir socho ki is ke baa'd bhi duniya men kuchh paana zaroori hai
Waseem Barelvi
126 likes
KHud ko itnaa bhi mat bachaaya kar baarishen hon to bheeg jaaya kar kaam le kuchh haseen hothon se baaton baaton men muskuraya kar
Shakeel Azmi
101 likes
More from "Dharam" Barot
vo KHud ko she'r maane baitha dekho batao zindagi circus hai us..ko
"Dharam" Barot
1 likes
vo samandar hai vo pyaasa hi rakhega main simat jaaunga tujh men hooñ main taalaab
"Dharam" Barot
1 likes
qaid karke mat kare azaad mujh...ko ab hunar baaki nahin udne ka mujh men
"Dharam" Barot
1 likes
saath hota hi nahin sab ka yahaañ hausla hi saath hota tha meraa
"Dharam" Barot
1 likes
pitaa bachchon kii har vish poori karne men laga hai gagan jaisi bhi khwaahish poori karne men laga hai
"Dharam" Barot
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on "Dharam" Barot.
Similar Moods
More moods that pair well with "Dharam" Barot's sher.







