pitaa bachchon kii har vish poori karne men laga hai gagan jaisi bhi khwaahish poori karne men laga hai
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
More from "Dharam" Barot
vo KHud ko she'r maane baitha dekho batao zindagi circus hai us..ko
"Dharam" Barot
1 likes
tha musht-e-khaak ka ye jism musht-e-khaak ban jaana ise aakhir men jaana qabr men ya raakh ban jaana
"Dharam" Barot
1 likes
na ramayan ka makasad raam ko sabko bataana tha haan ramayan ka makasad raam har ghar men banaana tha
"Dharam" Barot
1 likes
pata sabko hi chat deewaar ka ye dukh pata kisko pillar ko hota tha ye dukh bade jab hote hai bacche pata chaltaa unhen kya hota hai maa baap ka ye dukh
"Dharam" Barot
1 likes
vo samandar hai vo pyaasa hi rakhega main simat jaaunga tujh men hooñ main taalaab
"Dharam" Barot
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on "Dharam" Barot.
Similar Moods
More moods that pair well with "Dharam" Barot's sher.







