vo KHud ko she'r maane baitha dekho batao zindagi circus hai us..ko
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
ab na main vo hooñ na baaki hain zamaane mere phir bhi mashhoor hain shehron men fasaane mere
Rahat Indori
82 likes
KHud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdaas mat hona dekhna chaahna phir maangna ya kho dena ye saare khel hain in men udaas mat hona
Kumar Vishwas
117 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
chup rahte hain chup rahne do raaz batao khole kya baat wafa ki tum karti ho bolo ham kuchh bole kya ulfat to afsaana hai tum karti khoob siyaasat ho ham bhi hain maqbool bahut ab bol kisi ke holen kya
Anand Raj Singh
77 likes
More from "Dharam" Barot
vo samandar hai vo pyaasa hi rakhega main simat jaaunga tujh men hooñ main taalaab
"Dharam" Barot
1 likes
thii kuchh se preeti tha kuchh se hamaara bair kabhi apna kabhi apna banaa tha ghair kathin har raasta manzil dikhaayega milegi qaamyaabi tum chalaao pair
"Dharam" Barot
1 likes
marzi bin uski patta bhi nahin hilta apna maana kaise apni marji se
"Dharam" Barot
1 likes
marzi bin uski patta bhi nahin hilta apna maana kaise apni marzi se
"Dharam" Barot
1 likes
video call kar din nikaalen jee aap moh paala hai paison ka pardes men
"Dharam" Barot
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on "Dharam" Barot.
Similar Moods
More moods that pair well with "Dharam" Barot's sher.







