rafiqon se raqib achchhe jo jal kar naam lete hain gulon se khaar behtar hain jo daman thaam lete hain
Related Sher
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
ye shahar-e-ajnabi men ab kise ja kar bataayen ham kahaan ke rahne waale hain kahaan ki yaad aati hai
Ashu Mishra
117 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
kaun si baat hai tum men aisi itne achchhe kyun lagte ho
Mohsin Naqvi
118 likes
More from Unknown
lagta hai kaii raaton ka jaaga tha musavvir tasveer kii aankhoñ se thakan jhaank rahi hai
Unknown
0 likes
eed ke baa'd vo milne ke li.e aa.e hain eed ka chaand nazar aane laga eed ke baa'd
Unknown
21 likes
arq nahin tire roo se gulaab tapke hai ajab ye baat hai shole se aab tapke hai
Unknown
25 likes
kya qayamat hai ki aariz un ke neele pad ga.e ham ne to bosa liya tha KHvaab men tasveer ka
Unknown
23 likes
kuchh khushiyaan kuchh aañsu de kar taal gaya jeevan ka ik aur sunhara saal gaya
Unknown
27 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







