rah musavvir ko zaroorat dekhkar tumko banaaye main bina dekhe banaa doon har dafa shehkaar tumhein
Related Sher
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
zaraa thehro ki shab feeki bahut hai tumhein ghar jaane kii jal dii bahut hai zaraa nazdeek aakar baith jaao tumhaare shahar men sar dii bahut hai
Zubair Ali Tabish
173 likes
More from Zain Aalamgir
zindagi barbaad hoti hai KHushi ko dhoondhte gar nikalte dhoondhne dukh ko mili hoti KHushi
Zain Aalamgir
0 likes
ujlat nahin karna kisi manzil li.e manzil kahii paane bahut ho der na
Zain Aalamgir
0 likes
ye kya ki baahen hai khulii teri magar hooñ maut ka bhi yaar hone ja raha
Zain Aalamgir
0 likes
shahar waali ye udaasi hai nahin achchhii kabhi bhi gaav aa.e tum kabhi muskaan le jaana yahaañ ki
Zain Aalamgir
0 likes
saada-mizaaj ke ham aashiq nikal gaye jo tod na gulaab sake to dua diye
Zain Aalamgir
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Zain Aalamgir.
Similar Moods
More moods that pair well with Zain Aalamgir's sher.







