ye kya ki baahen hai khulii teri magar hooñ maut ka bhi yaar hone ja raha
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
chaan dii sona ek taraf teraa hona ek taraf ek taraf teri aañkhen jaadu toona ek taraf
Gyan Prakash Akul
555 likes
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
More from Zain Aalamgir
zindagi barbaad hoti hai KHushi ko dhoondhte gar nikalte dhoondhne dukh ko mili hoti KHushi
Zain Aalamgir
0 likes
zinda raha main aaj bhi yaaron gazab ki baat hai mazloom hai bakhsha gaya kya khoobsurat raat hai
Zain Aalamgir
0 likes
tezaab sa giraa tha mere hateliyon par tha dard aañsuon men kitna na jaan paau
Zain Aalamgir
0 likes
tha mahz tumhein bharosa yaar karna ho na paaya aur mohabbat mujhe karne yahii kar yaar paaya
Zain Aalamgir
0 likes
vo kya agar sab guftagoo khudse ki.e ham ja rahena dik buton men aur na hi dik falak men vo KHuda
Zain Aalamgir
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Zain Aalamgir.
Similar Moods
More moods that pair well with Zain Aalamgir's sher.







