rahbar bhi ye hamdam bhi ye gham-khwaar hamaare ustaad ye qaumon ke hain men'maar hamaare
Related Sher
ab dost koi laao mukaabil men hamaare dushman to koi kad ke barabar nahin niklaa
Munawwar Rana
117 likes
agar raqeeb na hote to dost hote aap hamaare shauq khayaalaat ek jaise hain
Amulya Mishra
47 likes
zaraa sa vaqt jo badla to ham pe hansne lage hamaare kaandhe pe sar rakh ke rone waale log
Kashif Sayyed
56 likes
tumhaara to KHuda se raabta hai to dekho na hamaare dukh bataa kar
Siddharth Saaz
36 likes
main sochta hooñ na jaane kahaan se aa ga.e hain hamaare beech jamaane kahaan se aa ga.e hain
Ali Zaryoun
61 likes
More from Unknown
lagta hai kaii raaton ka jaaga tha musavvir tasveer kii aankhoñ se thakan jhaank rahi hai
Unknown
0 likes
ye saal bhi udaasiyaan de kar chala gaya tum se mile baghair december chala gaya
Unknown
18 likes
takra gaya vo mujh se kitaaben li.e hue phir meraa dil aur us kii kitaaben bikhar gaiin
Unknown
14 likes
eed ke baa'd vo milne ke li.e aa.e hain eed ka chaand nazar aane laga eed ke baa'd
Unknown
21 likes
achchhii soorat ko sanwarne kii zaroorat kya hai saadgi men bhi qayamat kii ada hoti hai
Unknown
25 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







