rang-o-ras ki havas aur bas mas'ala dastaras aur bas yoon buni hain ragein jism ki ek nas tas se mas aur bas
Related Sher
yuñ jo takta hai aasmaan ko tu koi rehta hai aasmaan men kya
Jaun Elia
164 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se ham
Sahir Ludhianvi
174 likes
vo to khush-boo hai hawaon men bikhar jaayega mas'ala phool ka hai phool kidhar jaayega
Parveen Shakir
64 likes
tum mujhe chhod ke jaaoge to mar jaaunga yuñ karo jaane se pahle mujhe paagal kar do
Bashir Badr
64 likes
More from Ammar Iqbal
nazar se tum ko mile na koii suraagh dil ka jhuka ke gardan bujha liya hai charaaghh dil ka sunoon na kaise karoon na kyunkar main apne dil kii mere alaava hai kaun is bad-dimaagh dil ka
Ammar Iqbal
21 likes
dil aaj shaam se hi use dhoondhne laga kal jis ke baa'd kamre men tanhaaii aayi thii
Ammar Iqbal
32 likes
kaisa mujh ko banaa diya ammaar kaun sa rang bhar ga.e mujh men
Ammar Iqbal
34 likes
us ne naasoor kar liya hogaa zakham ko shaayeri banaate hue
Ammar Iqbal
36 likes
kaise kaise banaa diye chehre apni be-chehergi banaate hue
Ammar Iqbal
34 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ammar Iqbal.
Similar Moods
More moods that pair well with Ammar Iqbal's sher.







