raushan-dan se dhuup ka tukda aa kar mere paas gira aur phir suraj ne koshish ki mujh se aankh milane ki
Related Sher
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
dhoop men niklo ghataon men naha kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hata kar dekho
Nida Fazli
136 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
janaaze par mere likh dena yaaron mohabbat karne vaala ja raha hai
Rahat Indori
125 likes
KHud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdaas mat hona dekhna chaahna phir maangna ya kho dena ye saare khel hain in men udaas mat hona
Kumar Vishwas
117 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Humaira Rahman.
Similar Moods
More moods that pair well with Humaira Rahman's sher.







