raushni phaili to sab ka rang kaala ho gaya kuchh diye aise jale har-su andhera ho gaya
Related Sher
mujh ko bhi unhin men se koi ek samajh le kuchh masale hote hain na jo hal nahin hote
Ali Zaryoun
126 likes
uski zulfen udaas ho jaa.e is-qadar roshni bhi theek nahin tumne naaraz hona chhod diya itni naarazgi bhi theek nahin
Fahmi Badayuni
128 likes
mere honton pe apni pyaas rakh do aur phir socho ki is ke baa'd bhi duniya men kuchh paana zaroori hai
Waseem Barelvi
126 likes
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Azad Gulati.
Similar Moods
More moods that pair well with Azad Gulati's sher.







