rote bacche pooch rahe hain mummy se kitna paani aur milaaya jaayega
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
ham ko neeche utaar lenge log ishq latka rahega pankhe se
Zia Mazkoor
224 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
More from Divy Kamaldhwaj
bahut kuchh bolna hai par abhii khaamosh rahne do KHamoshii bolti hai to badi aawaaz karti hai
Divy Kamaldhwaj
5 likes
is ran men jay aur paraajay meri hai tu gaandeev utha kar hamla aage badh
Divy Kamaldhwaj
3 likes
andhera kho gaya hai gaav waalon savera ho gaya hai gaav waalon tumhe ab jaagna KHud hi padega ye murga so gaya hai gaav waalon
Divy Kamaldhwaj
10 likes
rote bacche pooch rahe hain mummy se kitna paani aur milaaya jaayega
Divy Kamaldhwaj
2 likes
saari duniya chocolate par marti hai tum mujh par marti ho ye bhi badhiya hai
Divy Kamaldhwaj
28 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divy Kamaldhwaj.
Similar Moods
More moods that pair well with Divy Kamaldhwaj's sher.







